RSS
Showing posts with label Hindustan. Show all posts
Showing posts with label Hindustan. Show all posts

Kaho Na Pyar Hay


Song : Kaho Na Pyar Hay


Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Haan Tumse Pyaar Hai
Ki Tumse Pyaar Hai

InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota
Pyaar Jahan Mein hota Nahin To Phir Bolo Kya Hota
Duniya Mein Dil Koi Kabhi Na Dhadka Hota
Dhadka Hai Dil, Aa Yaar Mil
Ye Pyaar Ka Izhaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo
Do Premi Do Paagal Kya Karte Hain Bolo
Mujhse Kya Poochhte Ho Apne Dil Ko Dadolo
Maloom Hai Humko Tumhein Kis Baaat Ka Intezaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota
Milte Nahin Hum Tum To Phir Bolo Kya Hota
Sach Boloon Phir Apna Khwaab Na Poora Hota
Kehta Hai Mann Apna Milan Duniya Mein Yaadgaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Dil Mera Har Baar Ye Sunne Ko Bekarar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai

InPyaari Baaton Mein Anjaana Ikraar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai
Kaha Na Pyaar Hai

Kaho Na Pyaar Hai
Kaho Na Pyaar Hai
Haan Tumse Pyaar Hai
Ki Tumse Pyaar Hai


Download Link :

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS

Har Di Jo Pyar Karega


Song : Har Di Jo Pyar Karega


Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega - 2
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega - 2
Deewana
Aap hamaare dil ko churaakar aankh churaaye jaate hain
Yeh ek tarfa rasm-e-vafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain
Chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin, o
Jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana

Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Bhooli bisri yaadein mein hanste gaate bachpan ki
Raat beraat chali aati hai neend churaane nainan ki
Ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye, ho
Jaane kab in aankhon ka sharmaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana

Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega
Deewana
Apni apni sabne keh li, lekin hum chupchaap rahe
Dard paraaya jisko pyaara, voh kya apni baat kahe
Khaamoshi ka yeh afsaana reh jaayega baad mere, o
Apna ke har kisi ko begaana jaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega

Har dil jo pyaar karega, voh gaana gaayega
Deewana sekdon mein pehchaana jaayega

Deewana

Deewana



Download Link :

  • Digg
  • Del.icio.us
  • StumbleUpon
  • Reddit
  • RSS